Kar Chalna Shuru Tu Songs Lyrics
Jo hua hai woh hota hai
Jo hona hai woh hona hai
Jo tere bas mein baatein hai
Unhe khamakha kyun khona hai
Ho jitni bhi hai jitni bhi hai, umeedein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak, raastein dekhe
Kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ho kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Nazariya dono ka
Miley na miley
Kadar dono ko hai dono ki
Safar tay yeh kare, saath mein bhale
Alag hai manzilein dono ki
Tukda tukda dhoop ho
Chaahe chutki bharke chaaon bhi
Baraabari se baatein ho zaroorat jo jis tarah ki
Ho jitni bhi hai jitni bhi hai, koshishein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak, raastein dekhe
Kar chalna shuru tu, shuru tu
Mudhke naa dekh tu, naa dekh mudke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain, sahin hain sahin hain
Ek main aur ekk tu, ek main aur ekk tu
Kar chalna shuru tu
Mudhke naa dekh tu
Jaise hain sahin hain
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Jo socha hai kab hota hai
Yehi hamesha ka rona hai
Soche bin mil jaaye jo
Usse khamakha kyun khona hai
Hmm jitni mile jitni mile, raahatein leke
Jaaye kahan tak jaaye kahan tak, raastein dekhe
Ek Main Aur Ekk Tu Other Songs Lyrics
Ek Main Aur Ekk Tu
Gubbare
Aunty Ji
Aahatein
Ek Main Aur Ekk Tu Remix
Aahatein Remix
Cloud Tag:
Kar Chalna Shuru Tu Songs Lyrics,
Kar Chalna Shuru Tu Lyrics,
Lyrics of Kar Chalna Shuru Tu Songs,
Kar Chalna Shuru Tu Full Songs Lyrics,
Kar Chalna Shuru Tu Songs Lyrics from Movie Ek Main Aur Ekk Tu
Lyrics of Kar Chalna Shuru Tu Songs From Ek Main Aur Ekk Tu ,
Exclusive Kar Chalna Shuru Tu Songs Lyrics ,
Free Kar Chalna Shuru Tu Songs Lyrics ,
Ek Main Aur Ekk Tu Film Kar Chalna Shuru Tu Songs Lyrics ,
Ek Main Aur Ekk Tu 2012 Songs Lyrics ,
Kar Chalna Shuru Tu Song Lyrics ,
Complete Kar Chalna Shuru Tu Songs Lyrics ,
Full Kar Chalna Shuru Tu Lyrics ,
Ek Main Aur Ekk Tu Songs Kar Chalna Shuru Tu Lyrics